[50+] Jumma Mubarak Shayari – Wishes, Image 2024

jumma mubarak images

[50+] Jumma mubarak shayari – Sms, Wishes, Image 2024

Jumma Mubarak Shayari :अस्सलाम अलयकुम, जुम्मा मुबारक दोस्तो : हमारे इस खास पेज पर खुशआमदीद (welcome), जुम्मा मुबारक के इस खुबसूरत पेज पर आप पाएंगे Assalamu alaikum Jumma Mubarak pics, Photo, जुम्मा मुबारक कलरफुल pictures वालपेपर्स, किसी भी ग्रीटिंग के फोटो को आप आसानी से डाउनलोड कर सकते हैं, जुम्मा मुबारक शायरी हिन्दी , इस्लामिक शायरी , उर्दू शायरी ,बेऔटीफूल लाइन , 2 LINE JUMMA MUBARAK SHAYRI,  AAP APNE FRIENDS KO JARUR SEND KARE,

Jumma Mubarak status image | जुम्मा मुबारक स्टेटस

jumma mubarak images
jumma mubarak images

 

Sirf Mera Rab Hai Jo Ek Sajdeb Me Raji ho jata hai

Varna Insan to Jaan Lekar bhi Maaf Nahin karte

═══ ⋆★⋆ ═══

Ya Rab unko bhi khus Rakh Jo Humne Kabhi Khush dekhna Nahin Chahte

═══ ⋆★⋆ ═══

Dua apne liye mangna Ibadat Hai Aur dusron Ke Liye mangna khidmat Ibadat se Jannat milti hai aur khidmat se Khuda

═══ ⋆★⋆ ═══

Bharosa Sirf Allah Ki Zaat Per Karna Logon Ka Kya Hai Kbhi Chor Jaty Hain Toh Kabi Tor Jaty Hain

═══ ⋆★⋆ ═══

ये भी पढे 

Online But No Reply Shayari

No Call No Message

Read More Shayari.. https://shayari10.com

 

जुम्मा मुबारक शायरी | इस्लामी स्थिति 2024

jumma mubarak dua

jumma mubarak dua

Aye Mere Maula” Jab Jab Main Ne Khud Ko Tanha Mehsoos Kiya, Tab Tab Teri Rehmaton Ne Sahara Diya….

═══ ⋆★⋆ ═══

Kainaat Mai Koi Kisi Ka Itni Shiddat Se Intezaar Nahi Karta..

Tainted Thoughts

Jitna ALLAH Apne Bande Ki

Tauba Ka Intezaar Karta Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Allah Jab Kuch Gunaaho Ki Saza Duniya Mein Dene Lagta Hai To Kisi Na-Qadre Ki Mohabbat Mein Mubtala Kar Deta Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Beautiful

Allah Ke Dene Ka Waqt Behtareen Hai Ho Sakta Hai Jab Mene Manga Tab Naa Mile Par Tab Zaroor Milega Jab Zaroorat Hogi Bs Yakeen Rakho Allah Par

═══ ⋆★⋆ ═══

Apni Had Mein Rehna

Had Mein Rehna ALLAH Ta’ala ki Badi Niyamat Hai Paani had Se Badh Jaye To Toofan Ban Jata Hai Aur Agar Aadmi Had Se Badh Jaye To Shaitaan Ban Jata Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Sad Shayari in hindi for life💔 | सैड शायरी हिंदी 2 line

[ 50+ Best ]- Happy Birthday Shayari For Friend | हैप्पी बर्थडे शायरी

 

Jumma Mubarak Quotes In Hindi जुम्मा मुबारक शायरी फोटो हिंदी 2024

Jumma Mubarak Shayari in Hindi
Jumma Mubarak Shayari in Hindi

═══ ⋆★⋆ ═══

Aap Ki Aankhen Aksar Wahi Log Kholte Hain

Jin Pr Aap

Aankhen Band Kr K

Bharosha Krte Hain

═══ ⋆★⋆ ═══

Aye Duniya Ko Sabkuch Samajhne Wale Insaan Jawani Kitne Dino K Liye Aati Hai,??

Jawani Jaane k Liye Hi Aati Hai. Jawani Aati Hai Khatm Hone Ke Liye

Zydadtar Jawani Kitne Waqt Tak Rahegi 20 Sal 30 Saal Uske Baad Budhapa Phir To Maut Hi Aane Wali Hain.

═══ ⋆★⋆ ═══

“Umeed “

Umeed Lafz Chhota Hai Par Koi Kisi Se Umeed Kare To Uska Matlab Bharosa, Yakeen, Mohabbat, Or Kai Saare Jazbaat Ko Mila Kar Umeed Banti Hai

Logo Se, Rishto Se, Apno Se, Parayo Se, Dost Se, Family Se, Mehraam Se, Duniya Se, Or Kisi Bhi Insaan Se Karma Khatre Se Khali Nahi

Lekin Allah Quran Me Farmatey Hai Hum Sabko Ki Umeed Mujhse Rakho Me Tumhe Ata Karunga

Or Agar Allah Ne Kuch Bhi Ata Karne Ka Farmaya Hai To Beshak Allah De kar Hi Rehta Hai Chahe Puri Duniye Usey Rokne Ki Koshish Kare..

═══ ⋆★⋆ ═══

Jab Tumhen Khushi Milay to in cheezon Ko Mat Bhulana kabhi.

ALLAH Ko.

Uski Makhlooq Ko Apni Auqaat Ko Mout Ko.

═══ ⋆★⋆ ═══

 

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक | Jumma Mubarak Shayari Hindi 2024

जुम्मा मुबारक दुआ में याद रखना jumma mubarak status dua

जुम्मा मुबारक दुआ में याद रखना
jumma mubarak status dua

 

SUNNE WALE SUNN KAR

DEKHNE WALE DEKH KAR

AUR SEHNE WALE JAB SEH KAR

JAB KHAMOSH HOJAYE

TOH SAMAJ JANA UNKA MAMLA

ALLAH KI ADALAT ME PUCH

GAYA HAIN.

═══ ⋆★⋆ ═══

Rasulullah ne Farmaya

Sharab Ke Pine Or Pilane Wale, Uske Bechne Or Kharidne Wale, Uske Nichodne Or Nichodwane Wale, Use Le Jane Wale Or Jiske Liye Le Jai Jae, Un Sab Par Allah Ki Lanat Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

“Allah”

Ek Taubah Par Hazar Gunah Muaaf Karne Wala Aur Ek Neki Par Hazaar Nekiyan Likhne Wala Sirf Aur Sirf Mera ALLAH Hai….

═══ ⋆★⋆ ═══

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक 2024

jumma mubarak quotes
jumma mubarak quotes

Khatayen Dekh Kar Bhi Atayen Kam Nahi Karta Mai Aksar Sochti Hu Mera Rab Maherban Kitna Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Mujhe Mere Allah Par Yakeen Hai Isi Liye Meri Umeed Bhi Kayam Hai.

═══ ⋆★⋆ ═══

Kya likhu mai Nabi ki shaan mai.. Tainted Thoughts Sab kuch toh likh diya Allah ne quran mai..

═══ ⋆★⋆ ═══

Khoobsurat Rishta Hai mere Aur mere Allah ke Beech… Zyada mai Mangta Nahi aur Kam wo Deta Nahi

═══ ⋆★⋆ ═══

“Beshak”

Allah

Namaz Ko Mohabbat Samajh Ke Ada Karoge To ALLAH Paak Agli Namaz Ke Liye Tumhein Khud Khara Kar De Ga….

═══ ⋆★⋆ ═══

ALLAH MOHABBAT HAI

Kuch Aansu jo Mohabbat me BehJayenge, Yaqeenan Najaat ke Liye Kaafi Hojayenge!!

═══ ⋆★⋆ ═══

 

Islamic Quotes Hindi | Jumma Mubarak status 2024

jumma mubarak shayari urdu jumma mubarak status

jumma mubarak shayari urdu

 

Namaz Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai Quran Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai Mera Allah itna Kareem Hai Iss Ne Dosron K Liye Dua Mangne Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Dua

Jo apne Liye nahi Logo’n ke liye Dua karte hain, Unke haq mein Farishte Dua karte hain….

═══ ⋆★⋆ ═══

Apni Duaon Me Nek Hamsafar Mango Khubsurat Nahi Kyu Ke Jannat Me Deendari Lekar Jayegi Khubsurati Nahi

═══ ⋆★⋆ ═══

“Aye Mere Maula” Jab Jab Main Ne Khud Ko Tanha Mehsoos Kiya, Tab Tab Teri Rehmaton Ne Sahara Diya….

═══ ⋆★⋆ ═══

2 line Jumma Mubarak Shayari 2024

 

abhi to dil main halki si Khalish mahsos hoti hay Bohot mumkin hay kal is ka Mohabbat naam ho jaye

═══ ⋆★⋆ ═══

Sab Se Achi Zindagi Wo Basr Kartey Hai Jo Apni Zaroorat Puri Karney K Liye ‘Allah’ K Siwa Kisi Aur Per Bharosa Nahi Kartey

═══ ⋆★⋆ ═══

 

जुम्मा मुबारक – Jumma Mubarak Quotes, Dua and Wishes 2024

jumma mubarak quotes in hindi
jumma mubarak quotes in hindi

 

Bharosa sirf

Allah ki zaat pe karna, Logon ka kya hai? Chor jaate hain Ya torr jaate hain.

═══ ⋆★⋆ ═══

Chalo Sabar kar lete hein, Suna hai!

Allah sabar karne walon ke sath hai

═══ ⋆★⋆ ═══

Jab Tumhe Lage Ki Tumhare Saath Sab Galat Ho Raha Hai,

To ALLAH Pe Bharosa Rakho Aur Sabr Karo, Wo Apne Bando’n Ke Saath Kabhi Galat Nahi Karta.

═══ ⋆★⋆ ═══

jo tum chahte ho wo shayad ab tak na hosaka, par ye zaroori Nahi ke wo kabhi nahi hoga.

═══ ⋆★⋆ ═══

जुम्मा मुबारक 2021 विशेस, मैसेज, SMS, शायरी

 

 

Agar Rab Tumhe Dard De Rha He To Samaz Jao Ke Wo Sabar Aazma Rha He Aur Tumhe Apne Karib Kar Raha Hai.

═══ ⋆★⋆ ═══

“Beshak”

Namaz Ko Mohabbat Samajh Ke Ada Karoge To ALLAH Paak Agli Namaz Ke Liye Tumhein Khud Khara Kar De Ga….

═══ ⋆★⋆ ═══

Hamesha Allah Ta’ala se puri umeed rakhni chahiye,,*

*Kyun ke is puri kainat me jitni jldi Rab razi hota hai utna jaldi koi razi nhi hota.*

═══ ⋆★⋆ ═══

Neend qurban kar kay jab roti hui ankhain Allah ko manati hain na tab khawab haqeeqat ban jaty hain or tabeerain “kun” mai badal jati hain.

═══ ⋆★⋆ ═══

 

New Jumma Mubarak Quotes In Hindi जुम्मा मुबारक कोट्स हिंदी 2024

jumma mubarak images
jumma mubarak images

Jo raat k bad Subha deta hai Jo garmi k bad Thand deta hai,

Wohi Rab Pareshani k bad Khushiyaan bhi deta hai …

═══ ⋆★⋆ ═══

Na wo aa sake,

Na hum kabhi ja sake,

Na dard dil ka kisi ko Suna sake,

Bus khamosh baithe hai Unki yaado me,

Na usne yaad kiya na Hum use bhula sake.

═══ ⋆★⋆ ═══

 

islamic Quotes In English
islamic Quotes In English

 

 

 

 

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक | Jumma Mubarak Shayari Hindi

Jumma Mubarak SHAYRI HINDI

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक शायरी | Image – Jumma Mubarak Shayari Hindi

Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Messages with photo

अस्सलाम अलयकुम, जुम्मा मुबारक दोस्तो : हमारे इस खास पेज पर खुशआमदीद (welcome), जुम्मा मुबारक के इस खुबसूरत पेज पर आप पाएंगे Assalamu alaikum Jumma Mubarak pics, Photo, जुम्मा मुबारक कलरफुल pictures वालपेपर्स, किसी भी ग्रीटिंग के फोटो को आप आसानी से डाउनलोड कर सकते हैं, जुम्मा मुबारक शायरी हिन्दी , इस्लामिक शायरी , उर्दू शायरी ,बेऔटीफूल लाइन , 2 LINE JUMMA MUBARAK SHAYRI,  AAP APNE FRIENDS KO JARUR SEND KARE,

जुम्मा मुबारक दुआ में याद रखना

 

जो बंदा किसी को माफ कर देता है अल्लाह उसके बदले उसकी इज्जत बढ़ा देते हैं

════ ⋆★⋆ ════

खूबसूरती दिल और जमीर में होनी चाहिए, लोग बेवजह शक्ल और कपड़ों में टटोलते है।

════ ⋆★⋆ ════

Allah vah Dard vah taklif Bhi Jaanta hai Jiska jikr Ham Khud Se Bhi Nahin karte

════ ⋆★⋆ ════

Aur Rab ke Siwa koi Aisa nhi Is duniya me Jo Apke dil ka Hal jan sake

════ ⋆★⋆ ════

Or insallaha Wo Wakt jarur ayega

Jab Tum khud Kahoge Ki Allah mane yahi Dua Ki thi

════ ⋆★⋆ ════

जुम्मा मुबारक शायरी फोटो

Assalam walikum jumma mubarak all friend's

════ ⋆★⋆ ════

Saber karo Bahut jald Tumhe wo Milgea Jiske liye tum bane ho

════ ⋆★⋆ ════

Tum bas is bat par yakrenn rakhna ki

Allaha Tumhari madad ke liye kafi hai

════ ⋆★⋆ ════

Mazboot Log Khamosh Rehte Hein Kisi Se Gila Nahi Karte

════ ⋆★⋆ ════

Kuch Cheezain,Kuch Baatein,

Aur Kuch Raaz, Sirf Rab Aur Hamare Bich Hi Acchi Lagti Hai.

════ ⋆★⋆ ════

ये भी पढे 😎

टॉप 10 जुम्मा मुबारक शायरी

2 LINE JUMMA MUBARAK  SHAYRI 

 

जुम्मा मुबारक दुआ में याद रखना फोटो 

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक image
अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक image Download

 

Kuch Logo Ke Paas Kuch Nahi Hota Wo Phir Bhi Muskura Rahe Hote Hain

Jante Ho Kyu…?

Muskura Rahe Hote Hai

Kyu ki Wo Allah Se Ache ki Ummed Rakhte Hain..!!

════ ⋆★⋆ ════

Allaha Ki Bargha Mei Girte Hue Aasu Ki Kimat

Sirf Meira “Allaha Janta Hy

════ ⋆★⋆ ════

Mere RAB Ke Siwa Mujhe Koi Nahi Janta, Baqi Sab To Mujhe Pahchante Hain.

════ ⋆★⋆ ════

Assalamu Alaikum Jumma Mubarak 2 लाइन शायरी 

Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Dua

ALFAAZ 

Sabar Kar Allah

Dekh Raha Hai Uske Hawale

Meri Dua Bhi

Tera Hisab Bhi Uske Hawale.

════ ⋆★⋆ ════

Jannat ki Aurto’n aur Hooro’n ki

khaas khubi ye hai ke woh Nigaahe’n neechy rakhne wali hain.

(Al-Quraan) (Sura-e-Rehman)

════ ⋆★⋆ ════

Apne liye duaa maagna

Ibadat hai aur dusro ke

liye magna khidmat hai

Ibadat se Jannat milti hai

Aur khidmat se Khuda

════ ⋆★⋆ ════

Mannat Kyu Mangte Ho

Aur’on Ke Darbaar Se

Eaisa Konsa Kaam Hai Jo

Hota Nhi Tere Parwardigar se

════ ⋆★⋆ ════

Tahajjud Wo Wahid Namaz Hai Jis Ke Liye Azaan Ki Awaz

Masjid Se Nahi

Dil Se Aati H

════ ⋆★⋆ ════

Tahjjud

Tahjjud IshaQ Hai IshaQ Bhi Wo Jab Tak Saans Nahi Leta….

Alhamdulillah

Jab Tak ALLAH Ko Raazi Nahi Kar Leta

════ ⋆★⋆ ════

Uske Jane Ke Baad Ehsas Hua

Rab Ke Siwa Koi Bhi Toh Apna Nhi..

════ ⋆★⋆ ════

 

ये भी पढे 👇

Online But No Reply Shayari

No Call No Message

Read More Shayari.. https://shayari10.com

 

Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Images Quotes

assalamu alaikum jumma mubarak dua mein yaad rakhna

Log Apko Zara Si Baat Per Chhar Jate Hai Aur ALLAH Apko Zara Si Ibadat Per Bhi Thaam Leta Hai..

════ ⋆★⋆ ════

Nabi Kareem Sallallahu Alaihiwasallam ka irshad he: “Wo Aadmi khuda ke zyada qareeb he Jo salaam karne me pehal karta he,

════ ⋆★⋆ ════

Insaan Waise Toh Bhot Kuch Dekh Leta Hai Magar, Apni Galti Usko Kabhi Bhi Nazar Nahi Aati..

════ ⋆★⋆ ════

Insan mayus aur Pareshan use Waqt Hota Hai Jab Apne Rab Ko Raji karne ki Bajaye Logon Ko Raji karne Mein Lag Jaaye

════ ⋆★⋆ ════

Allah vah Dard vah taklif Bhi Jaanta hai Jiska jikr Ham Khud Se Bhi Nahin karte

════ ⋆★⋆ ════

Aur Rab ke Siwa koi Aisa nhi Is duniya me Jo Apke dil ka Hal jan sake

════ ⋆★⋆ ════

Or insallaha Wo Wakt jarur ayega
Jab Tum khud Kahoge Ki Allah mane yahi Dua Ki thi

════ ⋆★⋆ ════

Saber karo Bahut jald Tumhe wo Milgea Jiske liye tum bane ho

════ ⋆★⋆ ════

Tum bas is bat par yakrenn rakhna ki
Allaha Tumhari madad ke liye kafi hai

════ ⋆★⋆ ════

जुम्मा मुबारक  VIDEO STATUS DOWNLOAD

Jumma Mubarak Whatsapp Status image download

Assalamualaikum Jumma Mubarak Quotes

खूबसूरती दिल और जमीर में होनी चाहिए, लोग बेवजह शक्ल और कपड़ों में टटोलते है।

════ ⋆★⋆ ════

इंसान को गुलाम् बनाकर तो हज़ारों #_बादशाह बने, लेकिन गुलामो को इंसान बनाकर जो बादशाह बने है वो हमारे नबी है…!

════ ⋆★⋆ ════

दुआ किया करो और दुआ के साथ सबर भी किया करो क्योंकि अल्लाह सबकी सुनते हैं पर किसी किसी को सबर
के लिए भी चुनते हैं

════ ⋆★⋆ ════

झूठ की रफ्तार भले ही बहुत तेज होती है लेकिन मंजिल तक | सच ही पहुंचता है।

════ ⋆★⋆ ════

इंसान के ग़ुरूर की औक़ात बस इतनी सी है।
ना पहली बार ख़ुद नहा सकता है ना आख़िरी बार।…

════ ⋆★⋆ ════

उसी रिश्ते की उम्र ज्यादा होती है जहां लोग एक दूसरे की छोटी छोटी बाते समझते है और एक दूसरे की कदर करते है….

════ ⋆★⋆ ════

मुसलमान इतने बेगैरत हो गए हैं मस्जिद करीब होने पर भी बेझिझक * नमाज* छोड़ देते हैं और दावत अगर 50 Km दूर भी है तो नहीं छोड़ते

════ ⋆★⋆ ════

पूछा गया : सब्र जमील क्या है ?
जवाब आया : तुम अजमाए जा रहे हो और तुम्हारा दिल कह रहा हो अलहम्दोल्लिलाह

════ ⋆★⋆ ════

Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Dua Image

Jumma Mubarak Whatsapp Status IMAGE

इन अंधेरों का जिगर चीर के नूर आएगा,
तुम हो फिरऔन अगर तो मूसा भी जरूर आएगा,

════ ⋆★⋆ ════

यूँ असर डाला है मतलब-परस्ती ने दुनियाँ पर कि,
हाल भी पूछो तो लोग समझते हैं, कोई काम होगा !

════ ⋆★⋆ ════

कहते हैं किसी चीज़ को दिल से मांगों, तो पूरी कायनात उसे तुम से मिलने की कोशिश में लग जाती है ।

════ ⋆★⋆ ════

Hum Apni Zindagi Ki Har Naye Subah Dekhne Ke Liye Bhi Apne RAB Ki Marzi Ke Mohtaaj Hein Beshak Wo Jise Chahta Hai Mohlat Deta Hai Jeene Ki Tauba Karne Ki

════ ⋆★⋆ ════

Tumhara Sacha Dost
Wo Hai Jo Tumhe Allah Ke Qareeb Kare Wo Nahi Jo Tumhe Gunaho Ki Taraf Le Jaaye.

════ ⋆★⋆ ════

Naseeb Kaisa Bhi Ho,
Namaz Aur Quran Se
Madad Lekar
Allah Paak Se Jo Bhi
Maango “Zarur” Milta Hai..

════ ⋆★⋆ ════

Naseeb Se Jyada Qeemti Dua Hoti Hai Kyun Ke Jab Zindagi Me Sab Kuch Badal Jaye Tab Insan Ke Paas Dua Hi Bachti Hai Jo Naseeb Badal Deti Hai

════ ⋆★⋆ ════

Thodi Si Thakawat Par Namaz Na Chhor Aye Momin.. Un se kuch Sikh Jinhone Jism Mein Khanjar Hote Huwe Bhi Aakhri Sajda Na Chora..
Zahra

════ ⋆★⋆ ════

Logon Ko Yaad Karne Se Behtar, ALLAH ko Yaad Kar Liya Karo…!

════ ⋆★⋆ ════

Namaz E-Fazar Baad Quraan Ky Tilawat Karna Yahi Allah Aur Bande Ke Bich Ky Muhabbat Hein. Aur Isi Me Sukoon Hein.

════ ⋆★⋆ ════

Duniya Ke Woh Wahad Leader Hain Jinho Ne 63 Saal Ki Umar Payi Aur Zindagi Mein Kabhi Koi Jhoot Nahi Bola Woh Allah Ke Aakhri Aur Pyare Rasulullah Muhammad
Hain…

════ ⋆★⋆ ════

Assalamualaikum jumma mubarak quotes

islamic girl jumma mubarak dp

Mahefuz…
Ya Allah Mujhe Logo’n Ki Haqeeqi Na Dekha Ke Isse Fakat Mera Dil Jalta Hai Mujhe Khamoshi Se Meri La Ilmi Mein Inke Shar Se Mahefuz Farma.
Ameen Summa Ameen

════ ⋆★⋆ ════

Ya Rab
Hum Par Wo Bojh Kabhi Naa Dalna Jis Ko Uthany Ki TaQat Hum Mai
Naa Ho…!!!

JUMMA MUBARAK

════ ⋆★⋆ ════

Namaz har us insan ke Liye tohfa hai jo Allah Se muhabbat karta hai
sun sub ki, kr dil ki

════ ⋆★⋆ ════

Ya Allah Maine Apko Nahi Dekha Phir Yeh Kaisa Rishta Hai Dard Kaisa Hi Kyun Na Ho Yaad Hamesha Teri Hi Ati Hai

════ ⋆★⋆ ════

Tum Khud Ko Allah Ko Dedo
Allah Tumhe Sari Duniya Dedega

════ ⋆★⋆ ════

Jo Insaan Yeh Samjhta Hai Ke ALLAH Jo Karta Hai Woh Humare Liye Behtar Hota Hai Woh Kamaal Ka Emaan Rakhta Hai

════ ⋆★⋆ ════

Pucha gaya Sabar karna kisey kehte hain? Jawaab mila.
Jab tumhari Aankhein Aansuon Se Bhari Hui hon.
Magar tumhari zubaan par Shikwa na ho, Dil is baat ki Gawaahi de raha ho ke,
Allah Jo karta hai Usi Main Humari Behtri Hoti Hai.

════ ⋆★⋆ ════

Sabr
Sabr Rakhein Aur Apne Sabhi Mushkilaat Allah Ko Bataye Woh Bara Raheem Aur Kareem Hai. Woh Rab Aapki Har Mushkil Ko Behtreen Waqt Main Dur Kar Dega……

════ ⋆★⋆ ════

Fana karde Apni Sari Zindagi ALLAH ki Mohabbat Me Yehi Woh Wahid Pyar hai Jis Mein Be–Wafai Nhi Milti

════ ⋆★⋆ ════

Duniya Ki Daulat” U Unhe Bhi Deta Hai
Jinhe Woh Pasand Bhi Nahi Karta Jab Ke
Deen Ki Daulat” U “Sirf Unhe Deta Hai
Jinhe Woh Mehbub Rakhta Hai

════ ⋆★⋆ ════

Main Mushkilon Se Nahi Darti Kyun K Mera Allah Mere Sath Hai

════ ⋆★⋆ ════

Jab Allah Kisi Ko Mushkil Se Nikalna Chahta Hai To Us Ke Liye Aisa Rasta Banata Hai Jo insaan Ki Samajh Se Bhir Hota Hai

════ ⋆★⋆ ════

Jumma Mubarak Quotes, Dua and Wishes

Jumma mubarak status IMAGE SAHAYRI HNDI

ALLAH Sath Hai..
Agar Apko Koi Kam Muskil Lage Toh Bas Dil Mein Aik Hi Niyat Rakho Ke Woh Mera ALLAH Hai Na Sab Kaam Aasan Kar Dega Kyun Ke Wo Insaan Kabhi Nahi Har Saqta Jiski Umeed ALLAH Se Ho…

════ ⋆★⋆ ════

JUMMA MUBARAK

Allah
Kehta He Kisi Ko Taklif Dekar Mujse Apni Khushi Ki Dua Mat Karna Lekin Kisi Ko Ek Pal Ki
RahmanFarhat
Khushi
Dete HO To Apni Taqleef Ki Fikar Mat Kama.

════ ⋆★⋆ ════

BE’SHAK
Jab Insaan Apne “ALLAH”
Par Iss Qadar Bharosa Kar Leta Hai. Ke “ALLAH” Ke Alawa Koi Bhi Uski Zarurat Puri Karne Wala Nahi Toh “ALLAH” Bhi Apne Bandey Ko Kabhi Mayoos Nahi Hone Deta.

JUMMA MUBARAK

════ ⋆★⋆ ════

Aye Mere Pyare ALLAH Hame Aazmayish Me Mat Daalein Ham Bahut Kamzor Hai Hamare Sath Raham Ka Muamla Farma
Ameen

════ ⋆★⋆ ════

अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक – Jumma Mubarak Shayari Hindi

जुम्मा मुबारक शायरी HINDI

Allah Ta’ala ne Farmaya:
أَحَسِبَ النَّاسُ أَنْ يُتْرَكُوا أَنْ يَقُولُوا آمَنَّا وَهُمْ لَا يُفْتَنُونَ (3)
Kya Logo ne Yeh Guman Kar Rakha Hai ki Unke Sirf is Daawe Par ki Hum Imaan Laye Hain, Hum Unhein Baghair Azmaye Huye hi Chhod Denge?

════ ⋆★⋆ ════

kisi insan ko hadd se zyada mat aazmao kyu ki har kisi ki or har hadd ki ek sima hoti hai… wo tum pe bharosa karti hai, wo tumhare liye ro deti hai, to wo kamzor nhi hai….wo darti hai…. ki kahi tumhe kho na de….
zyada aazmaish kabhi kabhi bht taklif deti hai….

════ ⋆★⋆ ════

Ay zindagi jis din main apne Rab ko raazi kar loon, beshak tu us din rooth jana…

════ ⋆★⋆ ════

Bharosa Sirf Allah
Logon Ka Kya Hai Kbhi
Ki Zaat Per Karna Chor Jaty Hain Toh Kabi Tor Jaty Hain❤

════ ⋆★⋆ ════

Nafrat Gunah Se Karo Gunah
Karne Wale Se Nahi Shayad Asif Shaikh Tumhari Mohabbat Me Aakar Wo Gunah Karna Chod De. JUMMA MUBARAK

════ ⋆★⋆ ════

Jumma Mubarak Beautiful Images Shayari HINDI

जुम्मा मुबारक उर्दू

Woh Aasmaan Mai Chand Haina
Mere Nabi (S.A.W) Ne!
Uske Bhi Tukde Kar Diye The Ishare Se

════ ⋆★⋆ ════

Mere Huq Me Kya Behter Hai
Yeh Sirf Mera Allah Janta Hai

════ ⋆★⋆ ════