50+ Alone Sad shayari 2023 | 2 line Sad Shayari For Girlfriend

दो लाइन हिंदी शायरी 2023 ,

 50+ Alone Sad shayari 2023 | Alone Sad Status For Girlfriend

Alone Sad shayari Hindi : Alone Shayari in Hindi : दोस्तों अकेलापन एक ऐसी चीज है जो इंसान को न सोने देता है न जागने देता है । ना ही कुछ काम में मन लगता है । इंसान अकेला तभी महसूस करता है जब कोई अपना उसे छोड़ के चला जाता है जैसे किसी की Girlfriend/Boyfriend या फिर कोई खास जिसे वह अपनी जान से ज्यादा चाहता हो वह दूर हो जाता है ऐसे में इंसान अकेला महसूस करता है । इसी लिए हम आज की पोस्ट में Alone Sad Shayari, Alone Sad Status in Hindi लाये हैं ।

Alone Sad shayari 2023

  ☆——————✧◦🖤◦✧——————☆

Alone Sad Shayari Hindi , New Alone status image

════ ⋆★⋆ ════

Use Insan Se Kabhi Jhooth Mat bolna Jise aapke Jhooth per bhi Bharosa Ho

════ ⋆★⋆ ════

Intezar Aaj Bhi Karte Hain Tumhare message Ka Na Jaane kab yah Dil Teri Aas chhodega

════ ⋆★⋆ ════

Jindagi Mein sabse Jyada Dard Dil Todne per Nahin yakin tutane per Hota Hai

════ ⋆★⋆ ════

Alone Sad shayari 2 line boys

Sad Shayari Hindi 2 line for Girlfriend

════ ⋆★⋆ ════

Kho Gaya Hun Bheed Mein Khud Ko Bhula raha hun pahle Har Baat per bahas Karta Tha Ab Khamosh Hota ja raha hun

════ ⋆★⋆ ════

Andar hi Andar Se Khud Ko Jala raha hun dekh Main Tujhe Kitna chah raha hun

════ ⋆★⋆ ════

Har Roj Rula dete ho kya Tumhen Dard Nahin Hota Kisi Ke Dard Se

════ ⋆★⋆ ════

Jara Si Baat Per Dil Tod dete Ho Jab Chaha Baat Kiya Jab Chaha Chhod dete Ho

════ ⋆★⋆ ════ 

Break up Shayari Image Hindi

════ ⋆★⋆ ════

Jara Muskurana bhi Sikha De a Jindagi Rona to Paida hote hi Sikh Diya tha

════ ⋆★⋆ ════

Rishta Vahi majbut Hota Hai jismein Ek dusre se Koi Baat chhupai Na jati ho

════ ⋆★⋆ ════

Bus ek galti ki deri Hai Log Bhul Jaate Hain Ki Tum pahle kitne acche the

════ ⋆★⋆ ════

Donon hi majbur the Apne Apne dayre Mein Ek Ishq Kar Na Saka aur dusra Bhula Na Saka

════ ⋆★⋆ ════

New 2 line best shayari image

Alone Girls Image Shayari, Very sad 2 line Shayari

════ ⋆★⋆ ════

Juda Ho Bhi Gye To Kiya hua Sath Hokar Bhi Konsa Sath The Hum

════ ⋆★⋆ ════

Yah Kaisa Dard Hai Teri Judaai ka kam bhi nahin Hota Aur khatm bhi nahin Hota

════ ⋆★⋆ ════

Life Ek Khel hai abhi aap per depend karta hai ki Khiladi banna hai ya Khilauna

════ ⋆★⋆ ════

Itna To Tujhe kabhi kisi ne Chaha Bhi Na Hoga Jitna main Sirf  Sochta hu Tujhe

════ ⋆★⋆ ════

Heart Tuching 2 line Shayari hindi, Best Sad Shayari girls

════ ⋆★⋆ ════

Aye Dil Tu Bas Itna Samajh Le Jise Tu khona Chahta Hai vah Tera Hona Nahin Chahta

════ ⋆★⋆ ════

Kya Mila aapko Todkar yah Dil Mera yah jo Mera Dil Tha wo bhi to Aapka tha

════ ⋆★⋆ ════

Aaj Nahin to cal per Tumhen Ehsas Jarur Hoga Ki Jo Bhi maine Kiya galat Kiya

════ ⋆★⋆ ════

2 Line Hindi Shayri  For Girlfriend 2023

दो लाइन हिंदी शायरी 2023 ,

════ ⋆★⋆ ════

कितने अजीब लोग हैं इस दुनिया में कोई मरता रहता है बात करने के लिए और किसी को परवाह तक नहीं होती

════ ⋆★⋆ ════

न जाने क्यों अब मुझे लगता है कि अपनी बातें अपने ही दिल तक रखनी चाहिए

════ ⋆★⋆ ════

बेवफा हिन्दी शायरी लड़की, जुदाई शायरी

════ ⋆★⋆ ════

किसी की आदत लगाने में वक्त नहीं लगता मगर आदत को खत्म करने में उम्र बीत जाती है

════ ⋆★⋆ ════

गलती हमारी ही थी जो हम उनसे ज्यादा बात करने लगे जब हो गए हमें उनकी आदत तो वह हमें नजर अंदाज करने लगे

════ ⋆★⋆ ════

एक बात बोलूं माफी मांगने वाला हमेशा गलत नहीं होता कुछ लोग झुक जाते हैं रिश्ता बचाने के लिए

════ ⋆★⋆ ════

2 Line Hindi Shayri  For lover 

 

4 लाइन हिंदी शायरी, New Breakup Shayari 2023

════ ⋆★⋆ ════

कुछ देर की शायरी नहीं जिंदगी भर की कहानी हो तुम

════ ⋆★⋆ ════

 क्या तुम भी रोते हो तन्हाई रातों में बहुत गहरा असर किया है तुम्हारी मगरूर भी बातों ने

════ ⋆★⋆ ════

मुझसे बिछड़ते वक्त तुम्हारी आंखें बिल्कुल नम नहीं थी कैसे मान ले कि मेरे बाद तुम फूट-फूटकर रोए

════ ⋆★⋆ ════

I miss You Shayari Hindi, New Sad Image for girl

════ ⋆★⋆ ════

गिरते हुए आशिकी कीमत न पूछो हर बूंद में लाखों सवाल है

═══ ⋆★⋆ ════

थोड़ी मोहब्बत तो उसे भी हुई होगी मुझसे इतना वक्त सिर्फ दिल तोड़ने के लिए कौन बर्बाद करता है

════ ⋆★⋆ ════

very sad shayari for lover

I miss You Shayari Hindi, New Sad Image for girl

════ ⋆★⋆ ════

वह इश्क ही किया जो किसी के चेहरे से हो मजा तो तब आता है जब इश्क़ किसी की बातों से हो

════ ⋆★⋆ ════

कभी-कभी हम बिना गलती के भी सॉरी बोल देते हैं क्योंकि डर लगता है कहीं कोई अपना हमसे रूठ ना जाए

════ ⋆★⋆ ════

READ MORE RELATED POST..

Top 50+ Breakup Shayari Hindi | New Sad Shayari 2023

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Top 50+ Breakup Shayari Hindi | New Sad Shayari 2023

 

New Breakup Shayari hindi Collection: hello doston Agar aapane Kisi Se Sacchi Mohabbat Ki Hai To Aapko Hamari yah poetry Jarur Pasand aaengi aap ek bar Puri Jarur padhen aur apne use Pyar Ko yah poetry Jarur bhejen Agar aapke Dil Ko yah poetry acchi Lagti Hai To Hamen comment Karke Jarur bataen aapko Yahan per Sabhi Tarah ki shayari milengi – Love Shayari, Breakup Shayari hindi, New Romantic Love status, Mom dad, Love poetry. must Read To All 😘

 

New Breakup Poetry For Boys |दर्द भरी शायरी 2023

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Badi Soch Soch Kar Kehte Hai Wo Apni Har Baat Ko…. Humse Baat Karna Chahte Hain Wo Kewal Aadhi Raat

Ko….

Bahut Darta Hai Mera Sanam Zamane Ki Katar

Se…. Khulkar Mujhse Hi Nahi Keh Pata Apne Dil Ke Jazbaat Ko….

Dunia Ki Najron Se Chhipkar Milta Hai Wo Mujhse…. Naa Jaane Kyun Raaz Rakhna Chahta Hai Wo Hr Mulaqat Ko….

Dil To Yeh Chahta Hai Unke Sath Rahun Har Dum

Harpal…. Par Na Jaane Kab Milega Unka Hath Mere Hath Ko….

Kabhi Dil Sochta Hai Kyun Darte Hain Wo Zamane Se

Itna…. Har Musibat Ka Samna Krne Ko Jab Dilbhar Unke Sath Ho….

Bada Ajeeb Sanam Hai Mera Mujhe Chahta Bhi Bahut Hai…. Sitam Bhi Krta Hai Dur Rakh Apni Jaat Se Meri Jaat

New Breakup💔 Poetry hindi |लड़की ने की बेवफाई 😥

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Tanhayi ko bna ke humdam jee Rahe hai hum… Tu jo de gyi thi ansuo ka jaam use pee rahe hai hum…

har koi paas hai magar phir bhi akela sa hu… jo zakham diye tune use see rahe hai hum…

raate guzar jati hai tujhe yaad karte huye… din nikal jata hai logo ke swalo se darte huye…

kuchh is tarah se sath mera tum jo chhod gaye… mano hum se to sare apne jaise

Muh hi mod gaye…

ek teri yaad hai jo chain se hame jeene nhi deti… aur ek mout hai jo taras kha ke hmari jaan bhi nhi leti…

na jane kaise katega daur akele pan ka hmara… mar jayenge aise hi ya khushi milegi dobara…

teri hi yaado me gum ham kahi zinda lash na ban jaye… tere intzar me hi ek din kahi meri sans na tham jaye…

New Breakup Shayari heart Touching | दर्द भरी शायरी

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Ae Waqt Zra Apni Had Me

Rah… Na Koshish Kar Mere Zakhmo Ko Bharne Ki…

Ye Zakham Nishani Hai Meri Pahli Mohabbat Ki… Maine Kasam Khayi Hai Inhi Ke Sath Jine Ki Inhi Ke Sath Marne Ki…

No Calling Shayari status

No Message Shayari status

Online But No Replying

New Breakup Shayari Hindi | Girlfriend Fake love ❤‍🔥

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Laute Na Kabhi Wapis Wo Jo Aane Ka Wada Kar Gye… Janmo Tak Ka Sath Nibhane   

Ki Kasme Khane Wale Aaj Wade Se Mukar Gye…

Jo Kahte The Kabhi Ke Mout Bhi Na Juda Kar Payegi Hame…

Mout To Dur Thi Wo To Faqat Zamane Ki Badnaami Se Dar Gye….

Breakup Shayari hindi | बेवफ थी वो

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Dekhna Kahi Ye Khafa Hona Tera Mujhse Tujhe Dur Na

Karde… Ek Galti Kahi Hum Dono Ko Tanhai Me Rahne Ke Liye Majboor Na Karde…

Agar Khfa Hai Mujhse To Aa Mil Kar Hum Apas Me Faisla

Karle… Tera U Chup Rahna Kahi Hum Dono Ke Dilo Me Zahar Na Bharde…

Mujhe Jalane Ke Liye Tu Kisi Gair Ka Sahara Na Le… Kahi Mujhe Chhod Ye Tujhe Kisi Gair Ki Aankho Ka Noor Na Karde…

Na Kar Zid Is Mohabbat Me Iski Koi Ahmiyat Nhi… Kahi Ye Teri Zid Mujhe Bhi Magroor Na Karde…

Mat Ban Mere Zakhmo Ki Wajah Tu Zalim… Kahi Tere Ye Zakham Mere Dil Me Nasoor Na Karde…

Aaj Mouka Hai To Mere Pas Laut Aa Fir Se… Tera U Khfa Hokar Jana Hi Tujhe Mujhse Door Na Karde…

New Breakup poetry | जुदाई शायरी हिंदी

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Mujhe Yun Mere Haal Par Chhod Kar Na Jaa… Dil Mein Rehne Wali Dil Tod Kar Naa Jaa…

Mizaj To Waqt Ke Sath Badalte Bhi Hai… Itni Si Baat Par Mooh Mod Kar Naa Jaa…

Kaise Rahunga Tujh Bin Jeena Nahi Aata… Dil Ko Yun Mere Tanha Chhod Kar Naa Jaa. …

“Tanha Jeete Hai Deewane Tum Bhi Jee Lena” Muskarakar Aise Alafaz Bol Kar Naa Jaa….

Apna Deewana Banakar, Pyar Ka Jaam Pilakar… Zindgani Mein Judai Ka Zehar Ghol Kar Na Jaa…..

New Breakup Image Shayari❤ | New Sad Shayari status

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Read More Shayari ❤

No Calling Shayari status

No Message Shayari status

Online But No Replying

Jumma Mubarak

New sad shayari