Heart Tuching 💔 Poetry Hindi | Zindagi Shayari for Love

Life Motivation Poetry | New Struggle Status | Motivation status

Heart Tuching 💔 Poetry Hindi | Zindagi Shayari ( Story 1 )

Aap sabhi ka welcome Hai Hamari is website mein aapko Yahan per Sabhi Tarah ki shayari poetry motivation line Milenge Agar aapko yah sab pasand hai to aapane friend ko Jarur Share Kare Or Comment💬 karke btaye 📝

Life motivation Poetry ( Story 1 ) 

Life Motivation Poetry | New Struggle Status | Motivation status
Life Motivation Poetry | New Struggle Status | Motivation status

Girls / Boys Sad Poetry

दिन , और , महीने का हिसाब नहीं आता मुझे …. खुदा खुश रखे आपको हमेशा से हमेशा तक …..

गुज़र जायेगा यह भी , बस पल दो पल का तूफान ही तो है ….

हिम्मत ना हार , कुछ भी नहीं यह एक इम्तेहान ही तो है ….

आवाज़ दे रही हैं नयी मंज़िलें तुझे तू कहीं रूक मत …

तू मुसाफिर है , हर रास्ता तेरे लिए अभी अनजान ही तो है …

तेरी आँखों में आंसू कभी अछे नहीं दीखते ” शोयब” ….

जिंदगी में दुःख – दर्द , यह सब पल दो पल के मेहमान ही तो है ….

खिरचिया कुछ टूटे हुए अक्स की हाथों को चुभ जायेगी …..

जो ज़ख्म भर चुके भूल जा , अब बाक़ी सिर्फ निशान ही तो है ….

कुछ ख्वाब भी खिलोनो की तरह होते हैं जो टूठते ज़रूर हैं ….

मुश्किलें , परेशानियां यह सब जीने के लिए कुछ सामान ही तो है

यहां कौन है वो जिसे कभी वक़्त की मार ना पड़ी हो ….

कहीं ना कहीं कोई ना कोई इस वक़्त से परेशान ही तो है …. . “

सोयब” तू वो परिंदा है जिसे अभी ऊँची उड़ाने भरनी है …..

डर मत तेरे हिम्मत के आगे वो एक छोटा सा आसमान ही तो है ….

(Written by  📝 Shoyab Saifi ) 

New Breakup Story 2

New Breakup Poetry 2023 | Girlfriend Boyfriend Love Breakup Shayari
New Breakup Poetry 2023 | Girlfriend Boyfriend Love Breakup Shayari

Girlfriend 💔 Boyfriend Breakup Poetry

Meri Soch Ke Darwaze Pe

Uski Yaado Ka Pahra Hai ….

Jo Zakham Waqt Ne Diye

Unka Ghaow Bda Gahra Hai …

Sab Badal Gye Magar Mai Wohi Hu

Uske Intzar Me …

Sabka Badal Gya Magar Mera Muqqadar Abhi Wohi Thahra Hai …

Likhne Ka Hunar Aaya Hai Dard Ko Sahna Sikh Kar …

Abhi Bhi Shayri Ke Har Lafz Me Dikhta Mujhe Uska Chehra Hai …

Sochne Pe Mujhe Had Se Jyada

Taklif Dete Hai Wo Beete Lamhe …

Magar Bhool Bhi Nahi Sakta Unhe

Kio Ke Wo Waqt Mere Liye Bahut Sunahra Hai ….

Meri Soch Ke Darwaze Pe Uski Yaado Ka Pahra Hai …

Next Post..

New Girls Dosti Shayri Hindi | Special Best Friend Status Image for Girls
New Girls Dosti Shayri Hindi | Special Best  Friend Status Image for Girls   

 

 

Sad Shayari Hindi 2023 | 💔 Bewafa Shayari Status

 नो

Sad Shayari Hindi 2023 | 💔 Bewafa Shayari Status

Ager apne Bhi Kisi Se Sacha Pyaar Kiya hai To Apko ye Shayari Bahut Pasand ayegi… Kyonki Ye ek Shayari nhi Sachi Dil se likhi Khanai hai ager Ek bar padh lo Tum to Meharbaani hai

Hello Dosto Apko Love shayri, Bewafa Shayari, Hindi Poetry, Break up shayri , Girlfriend, Boyfriend break up status, Hindi shayri Pasand hai to Ek bar jarur padho, or Apne partner ko Share karo,   Thank You so Much ❤

Bewafa Ladki love story | लड़की ने की बेवफाई 

New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status
New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status 2023

Tu Na Mujhse Kabhi Juda Hoti …

To Zindagi Na Mujhse U Khfa Hoti ….

Mai Bhi Jeeta Auro Ki Tarah Has Has Ke …

Meri Jaan Agar Tu Na Bewafa Hoti …

Zamane Se Lad Jata Mai Tujhe Apna Bnane Ke Liye …

Khud Ko Neelam Kar Deta Mai

Tujhe Daulat Se Sjane Ke Liye …

Kya Zaroorat Thi Is Kadar Mujhe Dagga Dene Ki …

Kah Diya Hota Maine Tumse Mohabbat Ki Thi Faqat Daulat Ko Pane Ke Liye …

Mai Bhi Khwabo Me Khoya Hota Meri Bhi Aankh Chain Se Soti …

Kitna Khubsurat 0Hoti Mohabbat Ki Duniya Kash Tune Bhi Mujh Se Wafa Ki Hoti ….

Write✍️ Shoyab Saifi

Muhabbat Me Barbad Hua Ladka |दर्द भरी कहानी हिन्दी 2023

New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status
New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status

Har Sham Main Dil Ko Yun Behla Leta Hoon …

Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon .

Yad Unko Kar Ro Leta Hoon Muskura Leta Hoon …

Guzre Lamho Ko Phir Kareeb Bulaa Leta Hoon

Zindgi Jeene – Wala Aaj Kyon Gumsum Baitha Hai …

Jab Maa Sawaal Karti H Sar Ko Jhuka Leta Hoon …

Pooche Gar Koi Aisi Haalat Ka Zimmedaar Kon … ?

To Apne Hi Aks Pe Ungli Main Utha Deta Hoon

Mere Kamre Ka Sunaapan Jab Kabhi Darata Hai …

Chaadar Me Chehre Ko Aksar Me Chupa Leta Hoon ….

Meri Deewangi Ke Charche Ab Galiyon Me Mashoor Hai ….

Badnam Wo Na Ho Jaye Labon Pe Chuppi Saja Leta Hoon …..

Write✍️ Shoyab Saifi

Read More Post.. 

New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status
Dosti jan Hoti Hai 🥰 Dosti Story hindi 

 

New Sad Image Girls | Breakup Status Image| I miss You Jaan status
I miss you Jaan | Love poetry hindi 2023

 

 

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰

new sad shayri hindi 2023
shayari 2023

Sad shayari new 2023 dp

sad shayari new 2023
new sad shayari 202 girl
sad shayari in hindi 2023
sad shayari in hindi new 2023
shayari new 2023

Break up poetry hindi Shayari
sad new shayari in hindi

Boys break up poetry

Very sad Shayari for girls

हिंदी शायरी लड़को और लड़के की 😒

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰