50+ Dosti Shayari in Hindi 👫 | दोस्ती शायरी हिन्दी 2023

New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status

 50+ Dosti Shayari in Hindi 👫 | दोस्ती शायरी हिन्दी 2023

Most welcome to Our website

हेलो दोस्तो आपका बहुत स्वागत है हमारे इस वेबसाइट में अगर आपकी लाइफ में भी कोई ऐसा बेस्ट फ्रेंड है तो आप यह शायरी अपने उस दोस्त को जरूर भेजें आपको हमारी वेबसाइट में हर तरह की शायरी मिलेगी हिंदी शायरी दोस्ती शायरी लव शायरी ब्रेकअप शायरी लव पोएट्री उर्दू शायरी

Dost Agar aapko pasand hai friendship shayari To Hamen comment mein Jarur bataen aur Agar aapke pass koi acchi shayari Hai To Hamen comment ke jarie send Karen Ham aapki shayari ko apni website per upload Karenge 😍

स्पेशल दोस्ती शायरी इमेज हिंदी 

बेरंग जिंदगी में रंग भर जाते हैं

जब कुछ फरिश्ते दोस्त बन जाते हैं

🤝🌹😍

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status
New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

कुछ लोग बिना रिश्ते के भी रिश्ता निभाते हैं

शायद वही लोग दोस्त कहलाते है

👫❤👫

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

वह दोस्त मेरे लिए बहुत मायने रखते हैं

जो सही वक्त पर मेरे सामने आईने रखते रखते हैं

🤷‍♀️👆❤

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Special Dosti Status 👫 New Dosti Shayri Hindi
Special Dosti Status 👫 New Dosti Shayri Hindi

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

दोस्ती उससे बनाओ जिसका दिल सच्चा हो

उसे नहीं जो देखने में अच्छा हो

👫😍🌹

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Special dosti shayari (Best friend 👫❤) 

Best friend status Shayari hindi, new Dosti Quotes
Best friend status Shayari hindi, new Dosti Quotes

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Kisi Ne Mujhse poochha relationship

Mein Khushi milati hai

maine bola thoda Waqt Tak

Usne bola dosti mein

maine kaha Marte Dam Tak

🦋🕊🌸🤝

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Rishto Se Badi Chahat Kya Hogi

Dosti Se Badi Ibadat Kya Hogi

jisse dost mil jaaye tum jaise

use Jindagi Se Shikayat Kya Hogi

💌🌱❤

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

4 Line Dosti Shayri Hindi | Special Friendship Day status 2023
4 Line Dosti Shayri Hindi | Special Friendship Day status 2023

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Wo Dosti Meri najron mein

bahut mayne rakhti hai

jo Sahi Waqt per Mere Samne

Aaine rakhti hai

👫🌹🌸

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Kisi Ke Liye Dosti Saja Ban Jaati Hai

Kisi Ke Liye Dosti maja Ban Jaati Hai

per Jo log Dil Se Dosti Karte Hain

Unke liye Dosti Jeene Ki Wajah Ban Jaati Hai

🥰🥀👫

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄┅┅┄┄

Girls Dosti Shayari status | New Girl Friend status hindi
Girls Dosti Shayari status | New Girl Friend status hindi

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Dosti karne se pahle Surat Ko Nahin

Sirat Ko Dekho Tum use dost per

Bharosa karo Jo Mushkil Waqt mein

tumhare kam Aaye

🥀🌸🌻

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Tumhara Saccha Dost wo Hai

Jo Tumhen Allah Ke Kareeb Karen

wo Nahin Jo Tumhen Gunahon ki taraf Le Jaaye

🔥🌻🌹

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Girls Yari Status, Girls Dosti Status
Girls Yari Status, Girls Dosti Status

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Dosti Ka Matlab😍

Ek Pyara Sa Dil Jo

Kabhi Nafrat nahin karta

Ek Pyari Si Muskan

Jo Kabhi Fiki Nahin padati

Ek Ehsas Jo Kabhi Dukh Nahin deta

Aur Ek Rishta Jo Kabhi khatm Nahin Hota

🌹🌷🌺

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Boys Dosti Status, Funny Dosti Shayari Hindi For Girlfriend
Boys Dosti Status, Funny Dosti Shayari Hindi For Girlfriend

Dosti Kabhi Zindagi ke sath Nahin Chalti

Dosti Ek Bar banti hai

Fir Zindagi doston ke sath Chalti Hai

🦋🌺🌷

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Is Duniya Mein Sirf Do hi log Mukaddar wale

Hote Hain ek jinhen wafadar dost Milte Hain

Aur dusra wo Jinke Sath

Maa- Bap ki duaaen hoti hain😍

🥰👫❤

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Boys Attitude Status | New Boys Dosti Attitude Shayari Image
Boys Attitude Status | New Boys Dosti Attitude Shayari Image

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Waqt Yaari To Har Koi kar leta hai dosti

maja To tab hai

job Waqt Badal Jaaye per yaar na Badle

🌺🦋🥀

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Khuda Ne Mujhe Bahut wafadar

Doston Se nawaja Hai

Yad Mein Na Karun to

koshish wo bhi nahin karte

❤💌🌱

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Best Freind Status Image

Special Dosti Quotes Image, New Dosti Shayari Hindi Image
Special Dosti Quotes Image, New Dosti Shayari Hindi Image

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Sach kahun to rishto Mein Kuchh Nahin Lagta

Magar Har Waqt Sath rahata Hai

Apne Bhi Jab Sath Chhod Dete Hain

tab Wahi Hath Tham leta hai bus usi ko

Saccha yaar Kahate Hain

👫😍🥀

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Dosti Kabhi special Logon Se Nahin Hoti jisse

Hoti Hai wo Log special Ho Jaate Hain

👫😍🥀

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Yad Rakhna Jo aasani Se Mile wo Dhokha hai

jo Mushkil se Milta Hai wo Ijjat Hai

Jo Dil Se milane  wo Pyar hai

aur jo Naseeb Se Mile vah Dosti hai

😍🌸🌹

Special Girls Shayri Hindi status Image 

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

New Girls Dosti Shayri Hindi | Special Best Friend Status Image for Girls
New Girls Dosti Shayri Hindi | Special Best Friend Status Image for Girls

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Ek dosti hi hai jismein aap

Ladai jhagada bhi kar lo

Magar thodi der bad

sab normal ho jata hai

🌸🤝😍🤝

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

Ladke aur ladkiyon ke bahut Sare

friend hote Hain lekin unke dil mein sirf ek

hi special Hota Hai

🌹☺🥰🤝

┄┅┅✪❂✵🔵✵❂✪┅┅┄┄

4 Line Dosti Shayri Hindi | Special Friendship Day status 2023
4 Line Dosti Shayri Hindi | Special Friendship Day status 2023

Happy New Year Shayari 2023 

More Related Shayri 👇 Read More Post 

Sad Shayari Hindi 2023 | 💔 Bewafa Shayari Status

 नो

Sad Shayari Hindi 2023 | 💔 Bewafa Shayari Status

Ager apne Bhi Kisi Se Sacha Pyaar Kiya hai To Apko ye Shayari Bahut Pasand ayegi… Kyonki Ye ek Shayari nhi Sachi Dil se likhi Khanai hai ager Ek bar padh lo Tum to Meharbaani hai

Hello Dosto Apko Love shayri, Bewafa Shayari, Hindi Poetry, Break up shayri , Girlfriend, Boyfriend break up status, Hindi shayri Pasand hai to Ek bar jarur padho, or Apne partner ko Share karo,   Thank You so Much ❤

Bewafa Ladki love story | लड़की ने की बेवफाई 

New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status
New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status 2023

Tu Na Mujhse Kabhi Juda Hoti …

To Zindagi Na Mujhse U Khfa Hoti ….

Mai Bhi Jeeta Auro Ki Tarah Has Has Ke …

Meri Jaan Agar Tu Na Bewafa Hoti …

Zamane Se Lad Jata Mai Tujhe Apna Bnane Ke Liye …

Khud Ko Neelam Kar Deta Mai

Tujhe Daulat Se Sjane Ke Liye …

Kya Zaroorat Thi Is Kadar Mujhe Dagga Dene Ki …

Kah Diya Hota Maine Tumse Mohabbat Ki Thi Faqat Daulat Ko Pane Ke Liye …

Mai Bhi Khwabo Me Khoya Hota Meri Bhi Aankh Chain Se Soti …

Kitna Khubsurat 0Hoti Mohabbat Ki Duniya Kash Tune Bhi Mujh Se Wafa Ki Hoti ….

Write✍️ Shoyab Saifi

Muhabbat Me Barbad Hua Ladka |दर्द भरी कहानी हिन्दी 2023

New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status
New Sad Shayari hindi 2023 | breakup Boys sad status

Har Sham Main Dil Ko Yun Behla Leta Hoon …

Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon .

Yad Unko Kar Ro Leta Hoon Muskura Leta Hoon …

Guzre Lamho Ko Phir Kareeb Bulaa Leta Hoon

Zindgi Jeene – Wala Aaj Kyon Gumsum Baitha Hai …

Jab Maa Sawaal Karti H Sar Ko Jhuka Leta Hoon …

Pooche Gar Koi Aisi Haalat Ka Zimmedaar Kon … ?

To Apne Hi Aks Pe Ungli Main Utha Deta Hoon

Mere Kamre Ka Sunaapan Jab Kabhi Darata Hai …

Chaadar Me Chehre Ko Aksar Me Chupa Leta Hoon ….

Meri Deewangi Ke Charche Ab Galiyon Me Mashoor Hai ….

Badnam Wo Na Ho Jaye Labon Pe Chuppi Saja Leta Hoon …..

Write✍️ Shoyab Saifi

Read More Post.. 

New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status
Dosti jan Hoti Hai 🥰 Dosti Story hindi 

 

New Sad Image Girls | Breakup Status Image| I miss You Jaan status
I miss you Jaan | Love poetry hindi 2023

 

 

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰

new sad shayri hindi 2023
shayari 2023

Sad shayari new 2023 dp

sad shayari new 2023
new sad shayari 202 girl
sad shayari in hindi 2023
sad shayari in hindi new 2023
shayari new 2023

Break up poetry hindi Shayari
sad new shayari in hindi

Boys break up poetry

Very sad Shayari for girls

हिंदी शायरी लड़को और लड़के की 😒

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰

Top 50+ Breakup Shayari Hindi | New Sad Shayari 2023

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Top 50+ Breakup Shayari Hindi | New Sad Shayari 2023

 

New Breakup Shayari hindi Collection: hello doston Agar aapane Kisi Se Sacchi Mohabbat Ki Hai To Aapko Hamari yah poetry Jarur Pasand aaengi aap ek bar Puri Jarur padhen aur apne use Pyar Ko yah poetry Jarur bhejen Agar aapke Dil Ko yah poetry acchi Lagti Hai To Hamen comment Karke Jarur bataen aapko Yahan per Sabhi Tarah ki shayari milengi – Love Shayari, Breakup Shayari hindi, New Romantic Love status, Mom dad, Love poetry. must Read To All 😘

 

New Breakup Poetry For Boys |दर्द भरी शायरी 2023

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Badi Soch Soch Kar Kehte Hai Wo Apni Har Baat Ko…. Humse Baat Karna Chahte Hain Wo Kewal Aadhi Raat

Ko….

Bahut Darta Hai Mera Sanam Zamane Ki Katar

Se…. Khulkar Mujhse Hi Nahi Keh Pata Apne Dil Ke Jazbaat Ko….

Dunia Ki Najron Se Chhipkar Milta Hai Wo Mujhse…. Naa Jaane Kyun Raaz Rakhna Chahta Hai Wo Hr Mulaqat Ko….

Dil To Yeh Chahta Hai Unke Sath Rahun Har Dum

Harpal…. Par Na Jaane Kab Milega Unka Hath Mere Hath Ko….

Kabhi Dil Sochta Hai Kyun Darte Hain Wo Zamane Se

Itna…. Har Musibat Ka Samna Krne Ko Jab Dilbhar Unke Sath Ho….

Bada Ajeeb Sanam Hai Mera Mujhe Chahta Bhi Bahut Hai…. Sitam Bhi Krta Hai Dur Rakh Apni Jaat Se Meri Jaat

New Breakup💔 Poetry hindi |लड़की ने की बेवफाई 😥

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Tanhayi ko bna ke humdam jee Rahe hai hum… Tu jo de gyi thi ansuo ka jaam use pee rahe hai hum…

har koi paas hai magar phir bhi akela sa hu… jo zakham diye tune use see rahe hai hum…

raate guzar jati hai tujhe yaad karte huye… din nikal jata hai logo ke swalo se darte huye…

kuchh is tarah se sath mera tum jo chhod gaye… mano hum se to sare apne jaise

Muh hi mod gaye…

ek teri yaad hai jo chain se hame jeene nhi deti… aur ek mout hai jo taras kha ke hmari jaan bhi nhi leti…

na jane kaise katega daur akele pan ka hmara… mar jayenge aise hi ya khushi milegi dobara…

teri hi yaado me gum ham kahi zinda lash na ban jaye… tere intzar me hi ek din kahi meri sans na tham jaye…

New Breakup Shayari heart Touching | दर्द भरी शायरी

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Ae Waqt Zra Apni Had Me

Rah… Na Koshish Kar Mere Zakhmo Ko Bharne Ki…

Ye Zakham Nishani Hai Meri Pahli Mohabbat Ki… Maine Kasam Khayi Hai Inhi Ke Sath Jine Ki Inhi Ke Sath Marne Ki…

No Calling Shayari status

No Message Shayari status

Online But No Replying

New Breakup Shayari Hindi | Girlfriend Fake love ❤‍🔥

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Laute Na Kabhi Wapis Wo Jo Aane Ka Wada Kar Gye… Janmo Tak Ka Sath Nibhane   

Ki Kasme Khane Wale Aaj Wade Se Mukar Gye…

Jo Kahte The Kabhi Ke Mout Bhi Na Juda Kar Payegi Hame…

Mout To Dur Thi Wo To Faqat Zamane Ki Badnaami Se Dar Gye….

Breakup Shayari hindi | बेवफ थी वो

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Dekhna Kahi Ye Khafa Hona Tera Mujhse Tujhe Dur Na

Karde… Ek Galti Kahi Hum Dono Ko Tanhai Me Rahne Ke Liye Majboor Na Karde…

Agar Khfa Hai Mujhse To Aa Mil Kar Hum Apas Me Faisla

Karle… Tera U Chup Rahna Kahi Hum Dono Ke Dilo Me Zahar Na Bharde…

Mujhe Jalane Ke Liye Tu Kisi Gair Ka Sahara Na Le… Kahi Mujhe Chhod Ye Tujhe Kisi Gair Ki Aankho Ka Noor Na Karde…

Na Kar Zid Is Mohabbat Me Iski Koi Ahmiyat Nhi… Kahi Ye Teri Zid Mujhe Bhi Magroor Na Karde…

Mat Ban Mere Zakhmo Ki Wajah Tu Zalim… Kahi Tere Ye Zakham Mere Dil Me Nasoor Na Karde…

Aaj Mouka Hai To Mere Pas Laut Aa Fir Se… Tera U Khfa Hokar Jana Hi Tujhe Mujhse Door Na Karde…

New Breakup poetry | जुदाई शायरी हिंदी

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Mujhe Yun Mere Haal Par Chhod Kar Na Jaa… Dil Mein Rehne Wali Dil Tod Kar Naa Jaa…

Mizaj To Waqt Ke Sath Badalte Bhi Hai… Itni Si Baat Par Mooh Mod Kar Naa Jaa…

Kaise Rahunga Tujh Bin Jeena Nahi Aata… Dil Ko Yun Mere Tanha Chhod Kar Naa Jaa. …

“Tanha Jeete Hai Deewane Tum Bhi Jee Lena” Muskarakar Aise Alafaz Bol Kar Naa Jaa….

Apna Deewana Banakar, Pyar Ka Jaam Pilakar… Zindgani Mein Judai Ka Zehar Ghol Kar Na Jaa…..

New Breakup Image Shayari❤ | New Sad Shayari status

New Breakup Shayari hindi | Breakup image status

Read More Shayari ❤

No Calling Shayari status

No Message Shayari status

Online But No Replying

Jumma Mubarak

New sad shayari