Hello Dosto Apki Is Website Shayari10.Com Per Sabhi तरहा की शायरी मिलेंगी जुम्मा मुबारक शायरी इस्लामिक शायरी ,अल्लाह बातें जुम्मा मुबारक इमेज,अल्लाह के रसूल की बातें इस्लामिक वीडियोस मुस्लिम की शायरी दिन की शायरी दीन की बातें सभी तरह की शायरी यहां मिलेगी आपको अगर आपको इस तरह की शायरी पसंद है तो आप हमारी वेबसाइट को शेयर करें
अस्सलाम वालेकुम आप सभी को हमारी तरफ से जुम्मा मुबारक🥰
**********************************
जुम्मा मुबारक स्टेट्स | New Islamic Shayari, Jumma Mubarak 2023
जिंदगी के हर मोड़ पर जहां इम्तिहान होते हैं वही अल्लाह की मदद भी मौजूद होती है।
**********************************
जो बंदा किसी को माफ कर देता है, अल्लाह उसके बदले उसकी इज्जत बढ़ा देते हैं।
**********************************
“झूठ की रफ्तार भले ही बहुत तेज होती है लेकिन मंजिल तक सच ही पहुंचता है।”
**********************************
“हराम रिश्तो से दूर रहोगे तो हलाल रिश्तो में सब कुछ मिल जाएगा मोहब्बत भी और इज्जत भी”
**********************************
“हमें पता भी नहीं होता हमारी जिंदगी के आधे से ज्यादा तूफान को नमाज रोक लेती है;
**********************************
Islamic Shayari, muslim Hajj status, Hajj shayari
कभी-कभी Insan Itna bebas ho jata hai ki ummiden, yakin ,aur Himmat ,Sab Aankhon Ke Raste bahjata Hai ( Jumma Mubarak) 🕋🌹
**********************************
Sabra Mushkil Hai bahut Mushkil Hai Lekin iska Sila behad Khubsurat hai
**********************************
Mushkilon ka Mukabala Sabra se karo Kyunki Allah Sabra karne walon Ke Sath Hai
**********************************
Galat Sahi Ka Faisla Khuda per Chhod Do Tum Insan Ho sabse pahle Insaniyat per Jor do
**********************************
Best Islamic Quotes Hindi 2022
Islamic Quotes, Jumma Mubarak Shayari Hindi, Islamic status
Kisi Mein Ab mat dhundhati Raho Apne aib Dekho Fir Tumhen Sab Achcha Najar Aane lagega ( Jumma Mubarak) 🕋🌹
**********************************
Duniya aapke bare mein kya sochati hai sochne De aur shukr Ada Karen ki Aise nafsa nafsi ke Daur Mein Bhi log Apne bare mein sochne ki bajay aapke bare mein sochte hain
**********************************
Yad Rakho Allah Ki pakad Insan ki Akad ko ek jhatake Mein nikal Deti Hai ( Jumma Mubarak)
**********************************
Jumma Mubarak Islamic Video
**********************************
Dil Todne Ki Maa Ki to Khuda Se Bhi use Waqt Tak Nahin milati jab tak vah Banda Maaf na Karen Jiska Tumne Dil dukhaya Hai
**********************************
Kar lo Tauba Abhi Waqt Hai Fir mat Kahana hisab bahut sakht hai
**********************************
Islamic status, New Jumma Mubarak status, Motivation islamic Shayari, muslim status
Jiska Dil dusron Ke Liye saaf Hota Hai Log galat bhi usi ko samajhte Hain
**********************************
Duniya ki nazron mein apne aap ko Uncha Dikhane ke Chakkar me Kisi Dusre Insan Ko Kabi Zaleel Mat Karna.
**********************************
Rishte Moti Ki Tarah hote hain Agar Gir bhi Jaaye to Jhuk kar Utha Lena chahie Haia Warna Sab bikhar Jaate Hain( Jumma Mubarak)
Jumma Mubarak Shayari :अस्सलाम अलयकुम, जुम्मा मुबारक दोस्तो : हमारे इस खास पेज पर खुशआमदीद (welcome), जुम्मा मुबारक के इस खुबसूरत पेज पर आप पाएंगे Assalamu alaikum Jumma Mubarak pics, Photo, जुम्मा मुबारक कलरफुल pictures वालपेपर्स, किसी भी ग्रीटिंग के फोटो को आप आसानी से डाउनलोड कर सकते हैं, जुम्मा मुबारक शायरी हिन्दी , इस्लामिक शायरी , उर्दू शायरी ,बेऔटीफूल लाइन , 2 LINE JUMMA MUBARAK SHAYRI, AAP APNE FRIENDS KO JARUR SEND KARE,
Jumma Mubarak status image | जुम्मा मुबारक स्टेटस
jumma mubarak images
Sirf Mera Rab Hai Jo Ek Sajdeb Me Raji ho jata hai
Varna Insan to Jaan Lekar bhi Maaf Nahin karte
═══ ⋆★⋆ ═══
Ya Rab unko bhi khus Rakh Jo Humne Kabhi Khush dekhna Nahin Chahte
═══ ⋆★⋆ ═══
Dua apne liye mangna Ibadat Hai Aur dusron Ke Liye mangna khidmat Ibadat se Jannat milti hai aur khidmat se Khuda
═══ ⋆★⋆ ═══
Bharosa Sirf Allah Ki Zaat Per Karna Logon Ka Kya Hai Kbhi Chor Jaty Hain Toh Kabi Tor Jaty Hain
अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक | Jumma Mubarak Shayari Hindi 2024
जुम्मा मुबारक दुआ में याद रखना jumma mubarak status dua
SUNNE WALE SUNN KAR
DEKHNE WALE DEKH KAR
AUR SEHNE WALE JAB SEH KAR
JAB KHAMOSH HOJAYE
TOH SAMAJ JANA UNKA MAMLA
ALLAH KI ADALAT ME PUCH
GAYA HAIN.
═══ ⋆★⋆ ═══
Rasulullah ne Farmaya
Sharab Ke Pine Or Pilane Wale, Uske Bechne Or Kharidne Wale, Uske Nichodne Or Nichodwane Wale, Use Le Jane Wale Or Jiske Liye Le Jai Jae, Un Sab Par Allah Ki Lanat Hai
═══ ⋆★⋆ ═══
“Allah”
Ek Taubah Par Hazar Gunah Muaaf Karne Wala Aur Ek Neki Par Hazaar Nekiyan Likhne Wala Sirf Aur Sirf Mera ALLAH Hai….
═══ ⋆★⋆ ═══
अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक 2024
jumma mubarak quotes
Khatayen Dekh Kar Bhi Atayen Kam Nahi Karta Mai Aksar Sochti Hu Mera Rab Maherban Kitna Hai
═══ ⋆★⋆ ═══
Mujhe Mere Allah Par Yakeen Hai Isi Liye Meri Umeed Bhi Kayam Hai.
═══ ⋆★⋆ ═══
Kya likhu mai Nabi ki shaan mai.. Tainted Thoughts Sab kuch toh likh diya Allah ne quran mai..
═══ ⋆★⋆ ═══
Khoobsurat Rishta Hai mere Aur mere Allah ke Beech… Zyada mai Mangta Nahi aur Kam wo Deta Nahi
═══ ⋆★⋆ ═══
“Beshak”
Allah
Namaz Ko Mohabbat Samajh Ke Ada Karoge To ALLAH Paak Agli Namaz Ke Liye Tumhein Khud Khara Kar De Ga….
═══ ⋆★⋆ ═══
ALLAH MOHABBAT HAI
Kuch Aansu jo Mohabbat me BehJayenge, Yaqeenan Najaat ke Liye Kaafi Hojayenge!!
═══ ⋆★⋆ ═══
Islamic Quotes Hindi | Jumma Mubarak status 2024
jumma mubarak shayari urdu
Namaz Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai Quran Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai Mera Allah itna Kareem Hai Iss Ne Dosron K Liye Dua Mangne Mein Bhi Ebadat Rakhi Hai
═══ ⋆★⋆ ═══
Dua
Jo apne Liye nahi Logo’n ke liye Dua karte hain, Unke haq mein Farishte Dua karte hain….
═══ ⋆★⋆ ═══
Apni Duaon Me Nek Hamsafar Mango Khubsurat Nahi Kyu Ke Jannat Me Deendari Lekar Jayegi Khubsurati Nahi
═══ ⋆★⋆ ═══
“Aye Mere Maula” Jab Jab Main Ne Khud Ko Tanha Mehsoos Kiya, Tab Tab Teri Rehmaton Ne Sahara Diya….
Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Messages with photo
अस्सलाम अलयकुम, जुम्मा मुबारक दोस्तो : हमारे इस खास पेज पर खुशआमदीद (welcome), जुम्मा मुबारक के इस खुबसूरत पेज पर आप पाएंगे Assalamu alaikum Jumma Mubarak pics, Photo, जुम्मा मुबारक कलरफुल pictures वालपेपर्स, किसी भी ग्रीटिंग के फोटो को आप आसानी से डाउनलोड कर सकते हैं, जुम्मा मुबारक शायरी हिन्दी , इस्लामिक शायरी , उर्दू शायरी ,बेऔटीफूल लाइन , 2 LINE JUMMA MUBARAK SHAYRI, AAP APNE FRIENDS KO JARUR SEND KARE,
जो बंदा किसी को माफ कर देता है अल्लाह उसके बदले उसकी इज्जत बढ़ा देते हैं
════ ⋆★⋆ ════
खूबसूरती दिल और जमीर में होनी चाहिए, लोग बेवजह शक्ल और कपड़ों में टटोलते है।
════ ⋆★⋆ ════
Allah vah Dard vah taklif Bhi Jaanta hai Jiska jikr Ham Khud Se Bhi Nahin karte
════ ⋆★⋆ ════
Aur Rab ke Siwa koi Aisa nhi Is duniya me Jo Apke dil ka Hal jan sake
════ ⋆★⋆ ════
Or insallaha Wo Wakt jarur ayega
Jab Tum khud Kahoge Ki Allah mane yahi Dua Ki thi
════ ⋆★⋆ ════
जुम्मा मुबारक शायरी फोटो
════ ⋆★⋆ ════
Saber karo Bahut jald Tumhe wo Milgea Jiske liye tum bane ho
════ ⋆★⋆ ════
Tum bas is bat par yakrenn rakhna ki
Allaha Tumhari madad ke liye kafi hai
════ ⋆★⋆ ════
Mazboot Log Khamosh Rehte Hein Kisi Se Gila Nahi Karte
════ ⋆★⋆ ════
Kuch Cheezain,Kuch Baatein,
Aur Kuch Raaz, Sirf Rab Aur Hamare Bich Hi Acchi Lagti Hai.
Tum bas is bat par yakrenn rakhna ki Allaha Tumhari madad ke liye kafi hai
════ ⋆★⋆ ════
जुम्मा मुबारक VIDEO STATUS DOWNLOAD
Jumma Mubarak Whatsapp Status image download
खूबसूरती दिल और जमीर में होनी चाहिए, लोग बेवजह शक्ल और कपड़ों में टटोलते है।
════ ⋆★⋆ ════
इंसान को गुलाम् बनाकर तो हज़ारों #_बादशाह बने, लेकिन गुलामो को इंसान बनाकर जो बादशाह बने है वो हमारे नबी है…!
════ ⋆★⋆ ════
दुआ किया करो और दुआ के साथ सबर भी किया करो क्योंकि अल्लाह सबकी सुनते हैं पर किसी किसी को सबर के लिए भी चुनते हैं
════ ⋆★⋆ ════
झूठ की रफ्तार भले ही बहुत तेज होती है लेकिन मंजिल तक | सच ही पहुंचता है।
════ ⋆★⋆ ════
इंसान के ग़ुरूर की औक़ात बस इतनी सी है। ना पहली बार ख़ुद नहा सकता है ना आख़िरी बार।…
════ ⋆★⋆ ════
उसी रिश्ते की उम्र ज्यादा होती है जहां लोग एक दूसरे की छोटी छोटी बाते समझते है और एक दूसरे की कदर करते है….
════ ⋆★⋆ ════
मुसलमान इतने बेगैरत हो गए हैं मस्जिद करीब होने पर भी बेझिझक * नमाज* छोड़ देते हैं और दावत अगर 50 Km दूर भी है तो नहीं छोड़ते
════ ⋆★⋆ ════
पूछा गया : सब्र जमील क्या है ? जवाब आया : तुम अजमाए जा रहे हो और तुम्हारा दिल कह रहा हो अलहम्दोल्लिलाह
════ ⋆★⋆ ════
Assalamu Alaikum Jumma Mubarak Dua Image
इन अंधेरों का जिगर चीर के नूर आएगा, तुम हो फिरऔन अगर तो मूसा भी जरूर आएगा,
════ ⋆★⋆ ════
यूँ असर डाला है मतलब-परस्ती ने दुनियाँ पर कि, हाल भी पूछो तो लोग समझते हैं, कोई काम होगा !
════ ⋆★⋆ ════
कहते हैं किसी चीज़ को दिल से मांगों, तो पूरी कायनात उसे तुम से मिलने की कोशिश में लग जाती है ।
════ ⋆★⋆ ════
Hum Apni Zindagi Ki Har Naye Subah Dekhne Ke Liye Bhi Apne RAB Ki Marzi Ke Mohtaaj Hein Beshak Wo Jise Chahta Hai Mohlat Deta Hai Jeene Ki Tauba Karne Ki
════ ⋆★⋆ ════
Tumhara Sacha Dost Wo Hai Jo Tumhe Allah Ke Qareeb Kare Wo Nahi Jo Tumhe Gunaho Ki Taraf Le Jaaye.
════ ⋆★⋆ ════
Naseeb Kaisa Bhi Ho, Namaz Aur Quran Se Madad Lekar Allah Paak Se Jo Bhi Maango “Zarur” Milta Hai..
════ ⋆★⋆ ════
Naseeb Se Jyada Qeemti Dua Hoti Hai Kyun Ke Jab Zindagi Me Sab Kuch Badal Jaye Tab Insan Ke Paas Dua Hi Bachti Hai Jo Naseeb Badal Deti Hai
════ ⋆★⋆ ════
Thodi Si Thakawat Par Namaz Na Chhor Aye Momin.. Un se kuch Sikh Jinhone Jism Mein Khanjar Hote Huwe Bhi Aakhri Sajda Na Chora.. Zahra
════ ⋆★⋆ ════
Logon Ko Yaad Karne Se Behtar, ALLAH ko Yaad Kar Liya Karo…!
════ ⋆★⋆ ════
Namaz E-Fazar Baad Quraan Ky Tilawat Karna Yahi Allah Aur Bande Ke Bich Ky Muhabbat Hein. Aur Isi Me Sukoon Hein.
════ ⋆★⋆ ════
Duniya Ke Woh Wahad Leader Hain Jinho Ne 63 Saal Ki Umar Payi Aur Zindagi Mein Kabhi Koi Jhoot Nahi Bola Woh Allah Ke Aakhri Aur Pyare Rasulullah Muhammad Hain…
════ ⋆★⋆ ════
Assalamualaikum jumma mubarak quotes
Mahefuz… Ya Allah Mujhe Logo’n Ki Haqeeqi Na Dekha Ke Isse Fakat Mera Dil Jalta Hai Mujhe Khamoshi Se Meri La Ilmi Mein Inke Shar Se Mahefuz Farma. Ameen Summa Ameen
════ ⋆★⋆ ════
Ya Rab Hum Par Wo Bojh Kabhi Naa Dalna Jis Ko Uthany Ki TaQat Hum Mai Naa Ho…!!!
JUMMA MUBARAK
════ ⋆★⋆ ════
Namaz har us insan ke Liye tohfa hai jo Allah Se muhabbat karta hai sun sub ki, kr dil ki
════ ⋆★⋆ ════
Ya Allah Maine Apko Nahi Dekha Phir Yeh Kaisa Rishta Hai Dard Kaisa Hi Kyun Na Ho Yaad Hamesha Teri Hi Ati Hai
════ ⋆★⋆ ════
Tum Khud Ko Allah Ko Dedo Allah Tumhe Sari Duniya Dedega
════ ⋆★⋆ ════
Jo Insaan Yeh Samjhta Hai Ke ALLAH Jo Karta Hai Woh Humare Liye Behtar Hota Hai Woh Kamaal Ka Emaan Rakhta Hai
════ ⋆★⋆ ════
Pucha gaya Sabar karna kisey kehte hain? Jawaab mila. Jab tumhari Aankhein Aansuon Se Bhari Hui hon. Magar tumhari zubaan par Shikwa na ho, Dil is baat ki Gawaahi de raha ho ke, Allah Jo karta hai Usi Main Humari Behtri Hoti Hai.
════ ⋆★⋆ ════
Sabr Sabr Rakhein Aur Apne Sabhi Mushkilaat Allah Ko Bataye Woh Bara Raheem Aur Kareem Hai. Woh Rab Aapki Har Mushkil Ko Behtreen Waqt Main Dur Kar Dega……
════ ⋆★⋆ ════
Fana karde Apni Sari Zindagi ALLAH ki Mohabbat Me Yehi Woh Wahid Pyar hai Jis Mein Be–Wafai Nhi Milti
════ ⋆★⋆ ════
Duniya Ki Daulat” U Unhe Bhi Deta Hai Jinhe Woh Pasand Bhi Nahi Karta Jab Ke Deen Ki Daulat” U “Sirf Unhe Deta Hai Jinhe Woh Mehbub Rakhta Hai
════ ⋆★⋆ ════
Main Mushkilon Se Nahi Darti Kyun K Mera Allah Mere Sath Hai
════ ⋆★⋆ ════
Jab Allah Kisi Ko Mushkil Se Nikalna Chahta Hai To Us Ke Liye Aisa Rasta Banata Hai Jo insaan Ki Samajh Se Bhir Hota Hai
════ ⋆★⋆ ════
Jumma Mubarak Quotes, Dua and Wishes
ALLAH Sath Hai.. Agar Apko Koi Kam Muskil Lage Toh Bas Dil Mein Aik Hi Niyat Rakho Ke Woh Mera ALLAH Hai Na Sab Kaam Aasan Kar Dega Kyun Ke Wo Insaan Kabhi Nahi Har Saqta Jiski Umeed ALLAH Se Ho…
════ ⋆★⋆ ════
JUMMA MUBARAK
Allah Kehta He Kisi Ko Taklif Dekar Mujse Apni Khushi Ki Dua Mat Karna Lekin Kisi Ko Ek Pal Ki RahmanFarhat Khushi Dete HO To Apni Taqleef Ki Fikar Mat Kama.
════ ⋆★⋆ ════
BE’SHAK Jab Insaan Apne “ALLAH” Par Iss Qadar Bharosa Kar Leta Hai. Ke “ALLAH” Ke Alawa Koi Bhi Uski Zarurat Puri Karne Wala Nahi Toh “ALLAH” Bhi Apne Bandey Ko Kabhi Mayoos Nahi Hone Deta.
JUMMA MUBARAK
════ ⋆★⋆ ════
Aye Mere Pyare ALLAH Hame Aazmayish Me Mat Daalein Ham Bahut Kamzor Hai Hamare Sath Raham Ka Muamla Farma Ameen
════ ⋆★⋆ ════
अस्सलाम वालेकुम जुम्मा मुबारक – Jumma Mubarak Shayari Hindi
Allah Ta’ala ne Farmaya: أَحَسِبَ النَّاسُ أَنْ يُتْرَكُوا أَنْ يَقُولُوا آمَنَّا وَهُمْ لَا يُفْتَنُونَ (3) Kya Logo ne Yeh Guman Kar Rakha Hai ki Unke Sirf is Daawe Par ki Hum Imaan Laye Hain, Hum Unhein Baghair Azmaye Huye hi Chhod Denge?
════ ⋆★⋆ ════
kisi insan ko hadd se zyada mat aazmao kyu ki har kisi ki or har hadd ki ek sima hoti hai… wo tum pe bharosa karti hai, wo tumhare liye ro deti hai, to wo kamzor nhi hai….wo darti hai…. ki kahi tumhe kho na de…. zyada aazmaish kabhi kabhi bht taklif deti hai….
════ ⋆★⋆ ════
Ay zindagi jis din main apne Rab ko raazi kar loon, beshak tu us din rooth jana…
════ ⋆★⋆ ════
Bharosa Sirf Allah Logon Ka Kya Hai Kbhi Ki Zaat Per Karna Chor Jaty Hain Toh Kabi Tor Jaty Hain❤
════ ⋆★⋆ ════
Nafrat Gunah Se Karo Gunah Karne Wale Se Nahi Shayad Asif Shaikh Tumhari Mohabbat Me Aakar Wo Gunah Karna Chod De. JUMMA MUBARAK
════ ⋆★⋆ ════
Jumma Mubarak Beautiful Images Shayari HINDI
Woh Aasmaan Mai Chand Haina Mere Nabi (S.A.W) Ne! Uske Bhi Tukde Kar Diye The Ishare Se
════ ⋆★⋆ ════
Mere Huq Me Kya Behter Hai Yeh Sirf Mera Allah Janta Hai