50+ Maa Shayari in Hindi | माँ शायरी 2 line Hindi 2023

Maa Beta Shayari Image Hindi | 2023

50+ Maa Shayari in Hindi Poetry |  माँ शायरी 2 line Hindi 2023

 

Duniya Mein sabse Khubsurat Shabd Maa Hota Hai  man vah Ajim hansti Hai Jiske kadmon Ke Niche Jannat hoti hai Maa ke bina yah Duniya bahut Buri Lagti Hai Jiski Sar per Maa baap ki duaon ka Saya Hota Hai vah Is Duniya Mein sabse Jyada Amir Hote Hain isiliye Hamesha Hamen Apne man baap ki Seva Karni chahie aur unko Kabhi Dukh Nahin Dena chahie agar aap apne Maa Baap Se Pyar Karte Ho To Hamari ine Shayrion ko Jarur padho aur apni friends ko share Jarur karo

————————————

Maa Shayari Heart Tuching Poetry || माँ और बेटे की स्टोरी

Maa Beta Shayari Image Hindi | 2023

════ ⋆★⋆ ════

 Maa Ne Kabhi Bola Beta Meri Davai To Lade…. Tab Lakho Bahane Tune Bnaye Honge…

 Mashooq Ne Kaha Mujhe Film Dikhade… Tab Dhoop Me Ticakt Khidki Pe Kitne Dhakke Tune Khaye Honge…

 Kabhi Jo Pyar Se Maa Ne Tujhe Danta Hoga… Uss Dant Ke Badle Na Jane Kitne Tane Tune Use Sunaye Honge….

 Jaan Jo Teri Tujhe Kutta Bhi Kah De… Besharam Pakka Tune Kutta Sun Kar Bhi Dant

 Dikhaye Honge….

 Papa Ki Fatkar Se Tu Ghar Chhodne Ko Doudta Hai… Jaan Ki Dant Sunkar Ulta Use Manane Ke Liye Na Jane Kitne Tareeke Tune Apnaye Honge..

 Kuchh To Sharam Kar Ye Tu Kya Kar Rha Hai… Jisne Paida Kiya Usse Marta Hai Aur Jo Barbaad Karegi Uspe Mar Rha Hai….

════ ⋆★⋆ ════

Maa Shayari Hindi 2023

Maa ki Yaad Pradesh Me |माँ की बहुत याद आती है परदेश मे 😣

Maa 2 Line Shayari Image, Mother and Sun Image Shayari hindi 2023

════ ⋆★⋆ ════

Aaj Kisi Baat Par Sach Kehta Hoon Muskuraaya Naa Gaya Kya Kahun, Bin Tere Ek Pal Bhi Sukoon Se Bitaaya Naa Gaya

Mujhe Yaad Hai Tera Darwaaze Tak Aakar Mujhe Vida Karna..!!! Yaadon Ke Uss Kaafile Ko Zehan Se Mitaaya Naa Gaya

Tanha Raaton Mein Apni Hi Parchai Ko Dhundhta Raha Main Kisi Bhi Bahaane Se Apne Mann Ko Aaj Behlaaya Naa Gaya

Maa Ke Banne Haathon Ke Rotiyon Ki Bahut

Yaad Aayi..!!!!

Sab Kuch Tha Paas Mere Par Pet Bhar

Khaaya Naa Gaya

Naa Jane Kitni Umeedein Baandhi Hai Ghar Par Sabne Mujhse Zimmedariyon Ka Bhoj Mujh Se Iss Kadar

Uthaaya Naa Gaya

Duniya Ki Iss Bheed Men Khud Ko Kho Naa Doon, Darr Lagta Hai Par Iss Chaar Deewari Makaan Men Khud Ko Chupaaya Naa Gaya

Aaj Eid Hai, Kal Diwali Aayegi,Dher Saari

Khushiyan Layegi

Bin Apno Ke Pardes Mein Yeh Tyohaar Mujhse Manaaya Naa Gaya

Sochta Raha Tujhse Haal-E-Dil Keh Doon To Kuch Tassali Mile..!! Par Tujhe Ruula Naa Doon Isliye Mujh Se Kuch Bataaya Naa Gaya

Kuch Yuh Ho “Mere Khuda” Ke Mera Pariwaar Mere Saath Rahe..!!!! Tanha Hoon Isliye Ashq Aankhon Men Mujh Se Laaya Naa Gaya

Khwaish~~~~~

════ ⋆★⋆ ════

Maa Or Beti Ki Poetry Shayari❤ |माँ और बेटी की दिल की बाते 💯

मा और बेटी की शायरी 2023 हिंदी |Maa Beti Ki Shayari 2 Line Image

 ════ ⋆★⋆ ════

Wo Ek Maa he hoti hai Jo Naraz hone Per bhi Fikr karna Nhi Chodti

Zara Si Chot Lage to Wo Aansu Baha Deti Hai

Apni Sukoon Bhari God Mein humko Sula Deti Hai

Karte hain Khafa Ham Jab, to Chutki Mein Bhula Deti Hai

Hote hain Khafa Ham Jab, To Duniya Bhula Deti Hai

“Maat Ghustaki karna kabhi.!! us Maa Se”

Kyunki Jab woh Chhod Kar Jaati Hai to Wapas nahin aati.

Ager chahate ho ki tumhari zindagi tumhe Na Stayed

Tumhari kismat kabhi Tumhara Sath na chode

To apni Maa ka humesha khayal Rakhna

 I love You Maa

Special Mom Dad Love Video status

 

Mother Shayari 2 Line 

New Maa Shayari Hindi

Mother Day Hindi Shayari

Maa Beta Love poetry Status

Maa Ka payar 2 Line Shayari hindi

New Sad Shayari For Love

Online But No Message Shayari

Jumma Mubarak❤ Shayari

Maa ❤ Shayari In Hindi | 100+ माँ का प्यार हिन्दी शायरी 2023

Maa Shaayari image Must Read Hindi | 100+ Status For Mom dad 🕊👩‍👧

Maa ❤ Shayari In Hindi | माँ का प्यार हिन्दी शायरी 2023

Hello doston Hamari is website Mein aapka bahut Swagat hai aapko is blog mein Maa ki shayari Milenge vah Maa jo humse bahut pyar karti hai use Maa ke liye jitni Tarif karo wo Sab kam hai uske Pyar Ke Aage Maa Hamari Khushiyan hai Maa Hamari Jannat hai Maa ke bina Is Duniya Mein Kuchh Bhi Nahin isliye apni Maa Ki Hamesha Ijjat karo aur use kabhi bhi Dukh mat pahunchao Kyunki maa is duniya mein sirf ek hoti hai aur yah Rishta sabse Anmol Hota Hai 👩‍👧❤

Special Mother’s Shayari Hindi 2023

Maa Shayari Hindi | Mother Sad Status
Maa Shayari Hindi | Mother Sad Status

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Kismat ki lakiren Maa ki duaon se banti hai

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Kitna bhi likhun iske liye kam hai Sach Hai

 

yah ki Maa Tu Hai To Ham Hai 

❤👩‍👧❤

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Ki Maa Tarah Har Koi Meri Galti Maaf nahin

karta aur Aansu to sab Dete Hain Magar Teri

Tarah Koi saaf nahin karta

😥🥀💫

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

New Mother Day Special Image 

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Maa Ke Bina pura Ghar bikhar Jata Hai per

papa ke bina Puri Duniya bikhar Jaati Hai

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Maut Se ladkar Jisne Janm Diya use Maa Ka

Dil Kabhi mat Dukhana

😥💔😓

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Mat gussa karna apni Maa per Yaaro Maa Ki

Dua hi hai jo aapko Har musibat Se bachati

Hain

🤲👩‍👧😍

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

मा शायरी हिन्दी इमेज 2023

Heart tuching Maa Shayari Quotes hindi | मा शायरी सड़ स्टेट्स  2023
Heart tuching Maa Shayari Quotes hindi | मा शायरी सड़ स्टेट्स 2023

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Mujhe Fark nahi padta Duniya kya kehti hai

main  Bahut Achcha hun Meri Maa kahati hai

👨‍👩‍👧❤🥰

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Yah bilkul Hakikat baat hai ki bagair degree

ke agar koi doctor Is Duniya Mein Kamyab

hai to Wo Maa hai

👨‍👩‍👧😍❤🌸

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

best hindi words for shayari

Best hindi shayari on Mom

New Mother Quotes hindi | Maa Ka Pyar Shayari hindi
New Mother Quotes hindi | Maa Ka Pyar Shayari hindi

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Kya Maangu Dua mein a Khuda bus Itni Si

Hasrat Hai Salamat Rahe wo ji Hamesha Jinke

kadmon Mein Mere Jannat hai

🤲👩‍👧🥰

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

 

Mohabbat Insaan se ho to Jindagi Ban Jaati

Hai Magar Mohabbat Waldein se ho to

Ibadat Ban Jaati Hai

🌺🌱🥀🌸

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Islamic Quotes, New Mother Quotes hindi | Maa Ka Pyar Shayari hindi
New Maa Shayari image hindi, New Mother shayri image 2023

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Ya Allah Meri Zindagi Ki Sabse kimati chij

meri family Hai Inko Kabhi Mujhse Judaa

Mat karna

❤🤲👩‍👧

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Allah kuch de Ya Na De bus Maa Baap Ko

Hamesha Salamat Rakhna

🤲❤👩‍👧

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Salamat Rakh rahamat ka Saya Aye Mere

Khuda Bin Maa ke Zindagi acchi Nahin lagti

💔😥👌👩‍👧

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Quran me Maa Ke Pyar Ki

Allah ne Aisi Misal Di Hai

Jannat Ko uthakar Maa ke

kadmon mein Dal Di Hai

👩‍👧🥀😥

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

हिन्दी शायरी फॉर माँ 

Special Mother day Quotes hindi | New Mother day Shayari Quotes
Special Mother day Shayari hindi 2023 image

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Mujhe Meri Maa Ne Sikhaya hai ki Tumhara

Dil Kisi se  Kitna bhi Khafa Ho Jaaye Tum

Khamosh ho jana lekin kisi ki Be-Adabi nahin

karna

🥀👩‍👧🥰🤲

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

7 Arab muskanon Mein Mujhe pasand hai

Meri Maa Ki Muskan

🥰👩‍👧❤

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Sar per Jo Hath Rakhe to

Himmat mil jaaye Maa

Ek Bar Muskura De to

Jannat mil jaaye

👨‍👩‍👧🌹🌻

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Special Hindi Quotes For Mom 

Maa Shaayari image Must Read Hindi | 100+ Status For Mom dad 🕊👩‍👧
Maa Shaayari image Must Read Hindi | 100+ Status For Mom dad 🕊👩‍👧

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

Mohabbat Ke Aage 100 Hisse bhi kiye jaen to

99 Hisson Ki Haqdaar Maa Hai

👨‍👩‍👧❤🌹👩‍👧

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

 

Mohabbat Ke Aage 100 Hisse bhi kiye jaen to

99 Hisson Ki Haqdaar Maa Hai🥰

☆——————✧◦❤◦✧——————☆

 

More Related Post.. 

New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status
New Dosti Shayari Hindi, Best friend👫 Quotes status
Islamic Shayari, muslim Hajj status, Hajj shayari
Islamic Shayari, muslim Hajj status, Hajj shayari

 

 

 

 

 

 

 

Happy new year sahyri 2023 | naya saal shayari hindi 2023

Special Happy New Year 2023 Status 🎉 

 

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰

Post Tag.. 

maa shayari hindim eri maa shayari hindi

miss you maa shayari hindi

bapa maa shayari hindi

islamic mshayari hindi

happy birthday  hindi

maa and papa shayari in hindi

shayari about maa in hindi

maa beti shayari hindi

best hindi words for shayari

best hindi shayari on life in english

▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰▱▰