islamic Shayari hindi | New islamic Quotes in Hindi

Spread the love

islamic Shayari hindi | New islamic Quotes in Hindi | 2023

━━━━✧❂✧━━━━

Duniya Naseeb se milati hai aur aakhirat mehnat se milati hai lekin Ham Duniya Ke Liye mehnat karte hain aur aakhirat ko Naseeb per Chhod Dete Hain

━━━━✧❂✧━━━━

Allah Janta Hai Ki vah Aansu kitne taklif Dete Hain Jo Bahar Girne ki bajay andar Girte Hain

━━━━✧❂✧━━━━

😞 Surat aur seerat mein sab se bara farq yeh hai ke,

Surat dhoka deti hai jab ki seerat pehchan karwati hai.

━━━━✧❂✧━━━━

Insan Par Bharosa Karne Ke Liye

Uski Zubaan Nahi

Uske Kirdaar Ko Parakhna

Chahiye*

Zubaan Jhoot Bhi Bol Sakti Hai Magar

Kirdaar Hamesha Sach Bolta Hai
━━━━✧❂✧━━━━

Ya ALLAH Waqt aur Sehat chin Jane se pehle

Hidayat Aur Tauba Ki Taufeeq Aata farma.

━━━━✧❂✧━━━━


Kufr ke baad sabse badah Gunah

DIL dhukhana hai chahe wo Momeen ka ho Kafir ka..
━━━━✧❂✧━━━━

Or Ab Mujhe Ahsas Hua Ki ALLAH Ke Alawa

Kisi Ne Mujhse Sacchi Muhabbat Nahi Ki..!!
━━━━✧❂✧━━━━
ALLAH Ko Paakar Kabhi Kisi Ne Kuchh Nahi Khoya Aur ALLAH Ko Khoo

Kar Kabhi Kisi Ne Kuch Nahi Paaya
━━━━✧❂✧━━━━
Duniya Me Haqiqat Me Sirf Char Daulatain

Hai Neki Ki, Izzat Ki Iman Ki, Ilm Ki

━━━━✧❂✧━━━━

Islamic Quotes

Mushkile Hal Ho Jaya Karti Hai

Raste Bhi Nikal Aate Hai

Bas Insan Ko Ye Yakeen,

Aetemad Aur Bharosa Hona Chahiye Ke

Allah Hamare Sath Hai

━━━━✧❂✧━━━━

Jab Insan Ka Yakeen Is Baat Per Kamil Ho Jata Hai Ke

“ALLAH” Behtareen Ata Karne Wala Hai

To Us Ke Dil Se Tamam Khwaishat Mi nahi lagta

   ━━━━✧❂✧━━━━

Islamic Image

Kabhi kisi ko niche Nigah Se Mat Dekho Kyunki Tumhari jo haisiyat hai vah tumhari Kabil Nahin balki Allah Ka Karam Hai🥰🤲

━━━━✧❂✧━━━━

 

Banna hai To Deendar Bano

Maldar To Firon Bhi Tha

Maal Mout Tak

Aulad Kaber Tak

Aamal Haser Tak 🥺🤲

━━━━✧❂✧━━━━

 

More islamic shayari

Hello doston Agar aapko Is Tarah ki shayari pasand hai to Hamari shayari ko share kare.

Hamen YouTube per subscribe Karen

YouTube

 

 

   Writing✍️ By Shoyab Saifi

 

1 thought on “islamic Shayari hindi | New islamic Quotes in Hindi”

Leave a Comment